bewaqoofi
pyaar mohabbat bewaqoofi, yeh dildaari bewaqoofi, meethi meethi dhokebaazi, aitbaari bewaqoofi, dil kaagaz ka tukda hai, angaaron pe mat rakhna, paagal pachtaayega tu aur kya, sulge sulge jazbon pe, geele geele se aansu, pal pal barsaayega tu, aur kya. pyaar mohabbat bewaqoofi, yeh dildaari bewaqoofi, meethi meethi dhokebaazi, aitbaari bewaqoofi, ye kyun mile vaadein farzi jaali, ye kyun mili raatein dardon waali, ye kyun aankhon mein hai laali, ye kyun mili neendein kaali kaali, toota kyun aasmaan mera, rootha kyun savera, chhoota kyun rang rooh ka, chhoota is tarah. pyaar mohabbat bewaqoofi, yeh dildaari bewaqoofi, meethi meethi dhokebaazi, aitbaari bewaqoofi, yun to nahi mere hisse mein tu, phir kyun mere saare qisse mein tu, ye kyun huve hum khaali khaali, ye kyun hui doori meelon waali, toota. tera mera saath kyun, rootha. mera saaya. chhoota. haathon se wo haath kyun, chhoota. kyun bataa. pyaar mohabbat bewaqoofi, yeh dildaari bewaqoofi, meethi meethi dhokebaazi, aitbaari bewaqoofi
Kommentare
Beginne als Erstes das Gespräch.
Melde dich an, um mitzudiskutieren.