歌詞

allah hoo allah

bollywood
未指定未分類

出典コレクション: AZLyrics

AZLyrics · bollywood

User-authorized AZLyrics content · bollywood/allahhooallah

出典・ウェブサイト一覧
翻訳:未指定

歌詞

allah hoo allah

maange sada tere hi dar se dua, ho maange sada tere hi dar se dua, tu jo sune na mera ye dard, toh kisko sunaunga main, khali utha tere dar se jo main, toh phir kon se dar pe jaunga main, allah!, karbe karbala madade sallalah, haq allah, ya allah hoo allah hoo, aap rasule khuda, aap habibe khuda, aap nabie mustafa, ya rasullalah. ya rasullalah, ya rasullalah. ya rasullalah, aap rasule khuda, aap habibe khuda, aap nabie mustafa, ya rasullulah ya rasullalah, khaare khaare aankhon se aansu bahe, ruh dade gham aap se na toh kis se kahein, khaare khaare aankhon se aansu bahe, ruh dade gham aap se na toh kis se kahein, karbe karbala madade sallalah, haq allah, ya allah hoo allah hoo, aap rasule khuda, aap habibe khuda, aap nabie mustafa, ya rasullalah. ya rasullalah, ya rasullalah. ya rasullalah, sallallah hoo alayi hi wasallam, sallalah hoo alayi hi wasallam, sallalah hoo alayi hi wasalam, sallalah hoo alayi hi wasalam, khaali khaali dayaron ko haasil hui, andhere ghar mein roshni daakhil hui, khaali khaali dayaron ko haasil hui, andhere ghar mein roshni daakhil hui, gunaahgaar apne gunahon naadim huve, tab zindagi jeene ke qaabil hui, sooraj ka rukna chaand ka tootna, aap ki hi ishaare pe, ya rasullalah, aap rasule khuda, aap habibe khuda, aap nabie mustafa, ya rasullalah. ya rasullalah, ya rasullalah. ya rasullalah, dur-o-do paak dur-o-do salaam padhte hain, gunaahgaar hain fariyaad aap se karte hain, daraarein dil ki dayaron pe padh gayi hain maula, aap ki zaat se ummeed gulaam karte hain, hain. aap hain allah ke pyaar ya rasulallah, aap na shar te sahaare ya rasulallah, aap kaali kamli waale ya rasulallah, aap hain rab ke dulaare ya rasulallah, ya rasulallah. ya rasulallah, rasulallah. nabi-e-paak rasulallah, nabi-e-paak rasulallah

コメント

最初のコメントを投稿しましょう。

会話に参加するにはログインしてください。