ice cream khaungi
mere jaisa baby yahaan koi nahi, mujhe pata hai tu kal soyi nahi, sabko pata hai tujhe ho gaya love, sachchi bata de ho gaya kab or kethe, ha ha. ha ha. o heena, o meena, o zeenat, o salma, o asha, o sheena, aaj raat jo bhi. hota hai ho jaane do, ice cream khaungi, kashmir jaaungi, sholo mein bhadke jiyaa, jalve karaungi, usko rijhaungi, jo hoga mera piyaa, jo haal hai tera wohi haal hai mera, ye tune jaaneman kya kiya, ha ha. ha ha. ha ha. o priya, main hoon tera jiya. ice cream khaungi, kashmir jaaungi, sholo mein bhadke jiyaa. ha ha, ha ha, jalve karaungi, usko rijhaungi, jo hoga mera piya. ha ha, ha ha, jo haal hai tera wohi haal hai mera, ye tune jaaneman kya kiya, ha ha. ha ha. ha ha. o priya, main hoon tera jiya. ha ha. ha ha. ha ha. po pe pe. pe pe pe. aaj hum tum dono chalo, saari diwaarein gira de, khul ke zara trumpet pyar ka, hum dono milke baja de, dheere dheere mere, jism-o-jaan pe mere, tera asar ho raha hai, tu chhod de har sharm-o-haya, dil besabar ho raha hai, aankhon mein tu, neendon mein tu, khaabon mein tu. ha!, ice cream khaungi, kashmir jaaungi, sholo mein bhadke jiyaa. ha ha. ha ha, jalwe karaungi, usko rijhaungi, jo hoga mera piya. ha ha. ha ha, jo haal hai tera wohi haal hai mera, ye tune jaaneman kya kiya, ha ha. ha ha. ha ha. o priya. main hoon tera jiya. ha ha. ha ha. ha ha. baby-girl badi chatodi, din-dahaade dil ki chori karti hai tu non-stop, baby imma super-cop, ye aashiqui cheez hai kya bhala, jisne ki bas wohi jaane, jalte samundar mein dooba rahe, ye dil kisi ki na maane, ye zindagi chaar din ki toh hai, tu har ek lamha jiye jaa, inn silsilo ka sabab gumshuda, tu bas muhabbat kiye jaa, baaton mein tu, raahon mein tu, yaadon mein tu. ha!, ice cream khaungi, kashmir jaaungi, sholo mein bhadke jiyaa. ha ha. ha ha, jalwe karaungi, usko rijhaungi, jo hoga mera piya, jo haal hai tera wohi haal hai mera, ye tune jaaneman kya kiya, ha ha. ha ha. ha ha. o priya. main hoon tera jiya. ha ha. ha ha. ha ha.
ความคิดเห็น
เริ่มการสนทนาเป็นคนแรก
เข้าสู่ระบบเพื่อร่วมสนทนา